You are here

39 Top Collection of Ashura Quotes 2020

moscow-cathedral-mosque

Quotes on Ashura


Wafa ko naaz hai jis par usay Abbas (AS) kehte hein
Lagay jo Saani-e-Haider (AS) usay Abbas (AS) kehte hein
Alam patthar pe jo gaaray usay kehte hein sab Haider (AS)
Alam gaaray jo pani par usay Abbas (AS) kehte hein


Anjam-E-Wafa Kya Hay Yeah Socha Nahi Kartay
Muslim Kabhi Halaat Se Soda Nahi Karty
Ye Rasm Sikhai Hy Hussain Ibn-Ali Nay
Sisajdy Mein Hou Toh Teeron Ki Parwah Nahi Karty.

Also see:- 99 Best Wishes of Bakrid for this Auspicious Day


Paidaa Nah Hogaa Talibe Baiyat Bhi Abb Koiyee
Woh Kaam Kar Gaiyee Hai Shahadaat Hussain Ki
Aawaaz Daay Rahi Hai Ye Tareekhe Karbaalaa
Hai Zalimo Ki Mout Shahadaat Hussain Ki


Quran Sunaney Wala Sar gair ke aage na jukane wala Aur nezey pe bhiQuran sunaney wala Islam se kya poochte ho kaun Husain haiIslam ko Islam banane wala ! Click To Tweet

Sajde se Karbala Ko Bandagi Mil Gayi Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mil Gayi Ek Chamman Fatima (S.A) Ka Ujra Magar Sare Islam Ko Zindagi Mil Gayi


Karbala Walon Ka Gham Karbala walon ka gham ghar ghar mein manaya jayega Maqsad-E-Shabeer aalam ko bataya jayega Yaad kar ke jo na roya karbala walon ki pyaas Qabar se tishna wo mehshar main uthaya jayega.

Also, See- 53 दिल को छू लेने वाली मुहर्रम की शायरियां – Muharram Shayari, Wishes, Quotes, Images & Status !


Sar Gair K Aage Na Jukane Wala
Or Nezey Pey b Quraan Sunaney Wala
Islam Se Kya Poochte Ho Kon Hussain
Islam Ko Islam Banane Wala.


Quotes about Ashura in English


“Ashura is the day in which truth prevailed over falsehood. Prophet Musa, (Peace Be Upon Him) crossed the sea while Pharaoh drowned. The truth will always prevail.” Click To Tweet

“The Messenger of Allah (pbuh) said: ‘The best of fasting after Ramadhan is fasting Allah’s month of Muharram.”


Janat Ki Aarzu m Kahan Ja
Rahe hn Log Janat Tou Karbala
m Khareedi HUSSAIN Ny Dunya-
o-Aakhrat m Jo Rehna Ho
Chn se Jeena ALI se Se1ho
Marna HUSSAIN se

Also, see- 133 Special Eid Mubarak Wishes, Quotes, Status, Messages, Shayari, Images.


“The day of Ashura is the day of remembering victory of truth over falsehood, fasting, repentance, and doing good deeds.”
Ashura Quotes 2020 In English

Pushkar Agarwal
I am greatly interested in festivals all around the world because it helps me discover new thoughts, beliefs, and practices of different people celebrating various types of sacred rituals each having its own joy and happiness. I hope you will enjoy my blog.
https://festivals.currentnewstimes.com/
Top