35 Ways to Say Jumma Mubarak in Urdu & Arabic Islamic Festivals اردو by Pushkar Agarwal - 21st October 202122nd October 20210 Jumma Mubarak Urdu Status ALLAH’S MESSENGER SALLALLAAHU ‘ALAIHI WA SALLAM SAID: ((خير يوم طلعت فيه الشمس يوم الجمعة؛ فيه خلق الله آدم،وفيه أدخل الجنة، وفيه أخرج منها، ولا تقوم الساعة إلا في يوم الجمعة ZAMZAM” Jesa Koi Pani Nahi. “NAMAZ” Jesi Koi Ebadat Nahi. “HAJJ” Jesi Koi Ziyarat Nahi. “ISLAM” Jesa Koi Mazhab Nahi. “QURAN” Jesi Koi Kitab Nahi. “MADINE” Jesa Koi Sheher Nahi. “KALME” Jesi Koi Dolat Nahi. “DURUD PAK”Jesa Koi Khazana Nahi. Aur “JUMMA” Jesa Koi Din Nahi. JUMA MUBARAK… Jumma Mubarak text in Urdu Jumma Kareem in Urdu Duniya Ki Sab Se Behtreen Khubsoorat Or Haseen Naimton Main Se Aik Naimat Namaz Hai, Jo Sakoon Is Main Hai Wesa Sakoon Kaheen Nahien . . . Jumma Mubarak! Jumma Mubarak written in Urdu text Jummah Mubarak in Urdu Jahan Adab Ki Sari Hadain Khatam Hoti Hain Wahan Se Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ka Adab Shuru Hota Hai. Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8